Song:- Ykeen karle
Singer:- Altaaf sayeed
Aaja tujhme main apni jaan basa dun
Apni sansein teri ragh ragh mein sajha dun
Our jeun hoke main mout se befikar
Phir kahun tujhe lag jaye meri umrr
Itna hai mujhko tumse
Pyar yaqeen karle
Lagta hai tujh bin jeena
Doshwar yaqeen karle...
Tu aisi yaad hai jo
yaad aaye bin na reh paye
Tu aisi baat hai jo
Baat kiye bin na raha jaye..
Maza aata hai tere sangh
Har pal ab mere humdam
Tu aisa sath hai jo
Dil ko sakoon de jaaye
Itna hai mujhko tumse
Pyar yaqeen karle
Lagta hai tujh bin jeena
Doshwar yaqeen karle....
Teri chahat ke dam par hi
Chalti hai yeh sansein meri
Ab toh nendon mein bhi mere
Hoti hai bas baatein teri
Kaisi hai yeh dil ki lagi
Jaanu na main ay humnasheen
Tujhse hai duniya meri
Gulzar yaqeen karle
Itna hai mujhko tumse
Pyar yaqeen karle
Lagta hai tujh bin jeena
Doshwar yaqeen karle..
Comments
Post a Comment