Skip to main content

Posts

Showing posts from March, 2018

Atif aslam - Musafir - Song lyrics

Song:- Musafir Singer:- Atif aslam Hmm… Kaise, jiunga kaise? Bataa de mujhko Tere bina! Kaise, jiyunga kaise? Bataa de mujhko Tere bina Tera mera jahan Le chalun main wahaan Koi tujhko na mujhse chura le Rakh loon aankhon mein main Kholun palke na main Koi tujhko na mujhse chura le Main andheron se ghira hoon Aa dikha de tu mujhko savera mera Main bhatakta ik Musafir Aa dila de tu mujhko basera mera Jaagi jaagi raatein meri Roshan tujhse hai savera Tu hi mere jeene ki wajah Jab tak hain ye saansein meri Inpe hai sadaa haq tera Pori hai tujhse meri duaa Tera mera jahan Le chalun main wahan.. Koi tujhko na mujhse chura le Rakh loon aankhon mein main Kholun palke na main Koi tujhko na mujhse chura le Main andheron se ghira hoon.. Aa dikha de tu mujhko savera mera Main bhatakta ik, Musafir, Aa dila de tu mujhko basera mera..

Atif aslam - Pehli dfa - Song lyrics

Song:- Pehli dfa Singer:- Atif aslam Dil kahe kahaaniyan pehli dafa Armaano mein rawaniyan pehli dafa Ho gaya begana main hosh se pehli dafa Pyar ko pehchana ehsaas hai yeh naya Suna hai, suna hai.. Yeh rasm-e-wafa hai Jo dil pe nasha hai Woh pehli dafa hai.. Kabhi dard si, kabhi zard si Zindagi benam thi Kahin chahatein hui meherbaan Haath badh ke thaamti Ik woh nazar, ik woh nigaah Rooh mein shaamil iss tarah Ban gaya afsana ik baat se pehli dafa Paa liya hai thikana Baahon ki hai panaah Suna hai, suna hai.. Yeh rasm-e-wafa hai Jo dil pe nasha hai Woh pehli dafa hai Lage bewajah alfaz jo Woh zarorat ho gaye Taqder ke kuch faisley Jo ganimat ho gaye Badla hua har pal hai Rehti khumari har jagah Pyar tha anjana Hua saath mein pehli dafa.. Yeh asar ab jaana Kya rang hai yeh chadha Suna hai, suna hai Yeh rasm-e-wafa hai, Jo dil pe nasha hai, Woh pehli dafa hai.